LYRIC

Bhazi dal maja nahin
Jo na ho mirch masala
Maal ki chabi ne khol diya
Ab apni kismat ka taala

Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama

Teri baai ko salam
Teri mayi ko salam
Tere bhai ko salam
Teri taai ko salam

O band karo ye drama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama

Badi muskil se tuti hain kadki
Jebh apni gram hain
Maal apna ho paraya
Khane peene mein
Kaisi sharam hain
Badi muskil se tuti hain kadki
Jebh apni gram hain
Maal apna ho paraya
Kahane peene mein
Kaisi sharam hain

Moaj masti manao
Aisa jalwa dikho
Moaj masti manao
Aisa jalwa dikho
Kare apun ko loga salam

Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama

Btat bada dal bada
Main huyi bada dhhi bada
Ye btat bada dal bada
Main huyi bada dhhi bada
Bada bada bada

Are khaya piya kuch nahin
Glaas toda bara aana
Are khaya piya kuch nahin
Glaas toda bara aana

Isliye to tapori kahata hain
Ye sara jamana
Kaisi baat kamaal karte ho
Khali pili dhamaal karte ho
Choado danga fasad
Karo ahkal ki baat
Choado danga fasad
Karo ahkal ki baat
Aadmi ho ke tum paijama

Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka
Bhai tera mama

Sari basti ke ham hain sikandar
Apni marzi ke raja oh oh
Jo bhi takraye hamse usi ka
Ham baja dete hain band baja
Sari basti ke ham hai sikandar
Apni marzi ke raja oh oh
Jo bhi takraye hamse usi ka
Ham baja dete hain band baja

Ham hain yaaro ke yaar
Sab ke sab hai tadipaar
Ham hain yaaro ke yaar
Sab ke sab hai tadipaar
Roz karte naya karnama

Hangama karo hangama
O teri mummy ka bhai tera mama
Tuja aayicha bhavare duja mama
O thaari mummy nu khayi thaara mama
O teri mummy ka bhara tera mama
Hangama karo hangama
O teri mummy ka bhai tera mama.

LYRIC INFORMATION

Composer Dheeraj Kumar
Lyricist Abhilash
Cast Jeet Upendra | Karishma Shah | Ishrat Ali | Amjad Khan
Director Dheeraj Kumar
Release date 1st January, 1990

VIDEO