LYRIC

Mere aankhon se ankhon se nikle ansoo

Mera dil mera dil hua bekaabu

Meri aankhon se ankhon se nikle aansoo

Mera dil mera dil hua bekaabu

Tune jabse nigah pheri, Main mar gaya..

Main mar gaya.. main mar gaya..

main mar gaya..

Maine tujhpe hi tujhpe yaqeen kiya

Mera dil, mera dil tod diya

Arre tu to jafa ki hadd se guzar gaya

Guzar gaya.. guzar gaya.. guzar gaya..

Jo bhi huaa jaise huaa

Abhi na tumse chupaunga

Kabhi kahin milo jo tum

Tumhe haqeeqat bataunga

Jo chot dil pe hai lagi

Usey na main seh paaungi

Yeh haadsa ye bebasi

Kisi se na keh paungi

Meri duniya mein thi bas tu hi tu

Meri aankhon se aankhon se nikle aansoo

Tune jabse nigaah pheri main mar gaya

Main mar gaya.. main mar gaya..

Main mar gaya..

Jo har ghadi yaadon mein tha

Wo lamha maine bhula diya

Wo aks jo aankhon mein tha

Maine usey bhi mita diya

Saanson mein hai teri wafaa

Aankhon mein teri hai nami

Tere sivaa yeh zindagi

Jaise koi banjar zameen

Tune mujhko yun tanha chod diya

Mera dil, mera dil tune tod diya

Are tu to jafa ki hadd se guzar gaya

Guzar gaya.. guzar gaya.. guzar gaya..

Meri ankhon se ankhon se nikle aansu

Mera dil mera dil hua bekabu

Tune jabse nigaah pheri main mar gaya

Main mar gaya.. main mar gaya..

main mar gaya..

LYRIC INFORMATION

Composer Nadeem Saifi
Lyricist Sameer Anjaan
Cast Krishna Chaturvedi | Ruhi Singh