LYRIC

Ma ka maan mamta ka mandir,
Maan ke andar tut gaya
Ma ka maan mamta ka mandir,
Maan ke andar tut gaya
Roye yashoda maiya,
Kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya
Kanhiya ruth gaya
Ma ka maan mamta ka mandir,
Maan ke andar tut gaya
Roye yashoda maiya,
Kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya,
Kanhiya ruth gaya

Kuch bhi huya nikle na aansoo,
Kuch bhi huya nikle na aansoo
Aaj raha na dil par kabu,
Pichhe mudkar dekh zara tu
Pichhe mudkar dekh zara tu,
Dukh se tere, hath se mere
Sabar ka daman chhut gaya
Roye yashoda maiya,
Kanhiya ruth gaya
Roye yashoda maiya,
Kanhiya ruth gaya

Shak ho to shak door tu kar le,
Shak ho to shak door tu kar le
Mujhko kahi se hath se tak le,
Pyar bahega khun ke badle
Pyar bahega khun ke badle,
Ye ek sach hain, ye hi sach hain
Ye sach kase chhut gaya,
Ye sach kase chhut gaya
Bas ma bas kuch aur na kahana,
Bas ma bas kuch aur na kahana
Mushkil hoga ye dukh sahana,
Bhig gaye mere bhi naina
Bhig gaye mere bhi naina,
Maf mujhe kar de tu hansh kar
Maf mujhe kar de tu hansh kar
Main asvan mein dub gaya,
Main asvan mein dub gaya.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Anil Kapoor | Meenakshi Seshadri
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 10th August, 1990

VIDEO