LYRIC

Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to
Kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to
Kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga

Dekh na aaisi nazaro se
Bechain dil ghabraataa hai
Bin tujhe dekhe dil par
Ab chain kahi na aataa hai
Chhodo sharaarat karnaa
Aise mohabbat kar naa
Thodaa behak jaane
Do nazadeek to aane do
Deewaane zaraa mujhko itnaa bataa
Agar agar ho gayi hamse koi khataa
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to
Kya hoga kya hoga kyaa hoga
Kya hoga kya hoga kyaa hoga

Kyun karen na pyaar
Hum mauqaa bhi hai tanhaai bhi
Dhadkane betaab hain
Mausam bhi hai angadaai bhi
Gori mera dil kab se moti chura lu lab se
Baahon mein baahein daalo
Mujhko gale se lagaa lo
Tumhein dekh kar ho rahaa hai nashaa
Agar ho gayi hamse koi khataa …
Zamaane ko ab tak nahi hai pataa
Agar ho gayi hamse koi khataa
Kahi shor mach gaya to kya
Hoga kya hoga kyaa hoga.

LYRIC INFORMATION

Composer Nadeem Saifi | Shravan Rathod
Lyricist Sameer
Cast Jeetendra | Shatrughan Sinha | Shahrukh Khan | Raveena Tandon | Anupam Kher | Prem Chopra
Director Nadeem Saifi | Shravan Rathod
Release date 28th July, 1995

VIDEO