LYRIC

Thandi thandi ye hawa
Thanda thanda pani
Dil se dil milaiye to hogi meharbani
Sun chuki hu bar bar
Betuki kahani chup se chale jaiye
Ji hogi meharbani
Thandi thandi ye hawa

Meharbani meharba aap hampe kijiye
Meharbani meharba aap hampe kijiye
Kah rahi hu aapse dillagi na kijiye
Gussa agar aa gaya
Kya karogi jani
Chup se chale jaiye ji hogi meharbani
Thandi thandi ye hawa
Thanda thanda pani
Dil se dil milaiye to hogi meharbani
Thandi thandi ye hawa

Aye huzur ye garur kisliye bataiye
Aye huzur ye garur kisliye bataiye
Iltiza hai aapse ab to man jaiye
Char din ka husn ye char din jawani
Dil se dil milaiye
To hogi meharbani
Sun chuki hu bar bar
Betuki kahani chup se chale jaiye
Ji hogi meharbani
Thandi thandi ye hawa

Pyar ka majak na udaiyega janeman
Pyar ka majak na udaiyega janeman
Aap kale bheel hai mai hasin gulbadan
Aji thande dil se sochiye
Mai nahi diwani
Chup se chale jaiye ji hogi meharbani
Thandi thandi ye hawa.

LYRIC INFORMATION

Composer Bipin Dutt
Lyricist Noor Dewasi
Cast Maruti | Nishi | Tun Tun | Hira Sawant
Director Bipin Dutt

VIDEO