LYRIC

Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad

Roke na rukegi dariya ki ravani
Jake phir na aaye do din ki jawani
Roke na rukegi dariya ki ravani
Jake phir na aaye do din ki jawani
Jab tak hai ye dil jawa
Moz mana le tu yaha
Ye madhoshi ye shama
Hath mein aaye phir kaha
Isiliye to kahti hoon
Nach aur gakar dhum
Machakar josh mein aakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Sun sun sun mere
Yaar masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad

Aage hai jawani
Pichhe hain zamana
Aaja likh dale dil ka afsana
Aage hai jawani
Pichhe hain zamana
Aaja likh dale dil ka afsana
Mosam hai ye pyar ka
Wade ka ikrar ka
Waqt nahin takrar ka
Sath mila dildar ka
Isiliye to kahta hoon
Nach aur gakar dhum
Machakar dil lagakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Sun sun sun mere yaar
Masti ke din hain char
Nach aur gakar dhum
Machakar hath milakar
Bol jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad
Jawani zindabad.

LYRIC INFORMATION

Composer Anand Shrivastav | Milind Shrivastav
Lyricist Sameer
Cast Aamir Khan | Farha Naaz
Director Anand Shrivastav | Milind Shrivastav
Release date 17th August, 1990

VIDEO