LYRIC

Shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Haye shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Jaan dene ko diwane ye diwane
Aa hi jate hai
Shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Haye shama jalti hai parwane aa hi jate hai

Koi jadu hai nigaho se jo chal jata hai
Koi jadu hai nigaho se jo chal jata hai
Dil machal jata hai hatho se nikal jata hai
Lagte hai chhuke afsane afsane aa hi jate hai
Shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Haye shama jalti hai parwane aa hi jate hai

Ye mohabbat wo kali hai jo nahi khilti hai
Ye mohabbat wo kali hai jo nahi khilti hai
Pyar ki rakh me manjil to nahi milti hai
Bhulrata ye anjane ye anjane aa hi jate hai
Shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Haye shama jalti hai parwane aa hi jate hai

Jag uthte hai sanam sara shehar sota hai
Jag uthte hai sanam sara shehar sota hai
Mauft nazaro ki sharabo me zahar hota hai
Ye zahar pine ko mastane ye mastane
Aa hi jate hai
Shama jalti hai parwane aa hi jate hai
Haye shama jalti hai parwane aa hi jate hai.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Shashi Kapoor | Neetu Singh | Bindu | Asit Sen | Raza Murad | Ajit | Jairaj | Maruti | Amjad Khan
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)

VIDEO