LYRIC

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab… (x2)

Saiyan sang kohni mod

Maar sar beech mein

Ek haath piche kar

Aasmaan kheench le

Floor pe tu aa

Ab dab de dabaa dab

Kaise move karti kamar zara teach me

Style angrezon ka banaaya humne desi

Heat itni beat mein ki on karo AC

Baat muhfaad ke bata raha hoon

Stamp bhijwa raha hoon

Dhoondh ke dikha diyo tu yari apne jaisi

Aisi taisi mein gaye woh

Unme na yeh class hai

Aaj ki taiyari thi gawah yeh itihas hai

300 ka nakli joota leke maara style maine

Aaj Yeezy asli teen dhaari Adidas hai

Toh maa se jaa ke puch lo

Khilaya kya tha sher ko

Yeh li’l pack tez rakhe gear ko

Aafaton ko cheer ke main aaya iss paar

Sajaniya khush aaye saiyan Raftaarrr!

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab… (x2)

Saare karo dab…

Dab…

Chalo saare karo dab…

Dab…

Jaldi se circle ke andar mein aa

Circle mein aake tu move dikha

Move se mujhko tu groove kara

Tujhse se na koi bhi behtar yahaan

Chal whip kar baby baby

Thoda bahut nene nene

Shuffle karenge beat double karenge

Sab hone lage crazy crazy (x2)

Saare karo dab…

Dab…

Chalo saare karo dab…

Dab…

Upar se jaati baatein sar ke kar ke mind blow

Trigonometric a gli line kar rewind bro

Tan skin cause brown complexion

Within a sec tera bhai na hua hai sign bro

Tera bhai aage badh raha

Aage badhta dekh mujhko paara inka chadh raha

Yaar aadmi hai tu yaa teesri hai taang tu

Sehlao jitna pyaar se tu utna hi akad raha

Ringa ringa roz hi leti selfiyan pose mein

Johny Johny yes bolke nahi hai hosh mein

Mera dab karta haal jo kare na tera maal

Saare naachne lagoge ek dose mein

Aaya main beat mein fit karo dab

Khaali pada floor khatam karo gap

Bori bistaron ko sarne waale karo back

Par chaahne waale saath mein karo sare dab

Katal kare kalesh ka

Kedi kalam kalol ki

Kadakta khoon khaul ke

Kasar kala ki kholti

Fukata fukron ki fakar se

Fursaton ki fer mein

Fir fat se udta furti mein

Farrata first gear mein

Kadi ki kashti khushnuma

Kyun kall pe kal ke kekde

Kasam khuda karam karo

Karam jalo ke case mein

Free fund hi firte firte

Faaltu mein fintu fullet faad di

Faila dab saare desh mein

Saare karo dab…

Dab…

Chalo saare karo dab…

Dab…

Saiyan sang dab karungi

Saiyan sang dab…