LYRIC

Woh bachhe duniya mein
Khushnaseeb hote hai
Jo mummy daddy ke
Kareeb hote hai

O.. O…

Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Tujhse se pehle loonga
Mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loonga
Mummy daddy ka naam

Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Tujhse se pehle loongi
Mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loongi
Mummy daddy ka naam

Jinhein mummy daddy ka pyaar nahi milta
Unhein khushiyon ka sansar nahi milta
Kabhi bhi hamein na yun majboor karna
Mummy daddy se na hamein door karna
Hum to bade hote hain inki ugali thaam
Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Tujhse se pehle loongi
Mummy daddy ka naam
Tujhse se pehle loongi
Mummy daddy ka naam

Daddy bina kaun chocolate laayega
Mummy bina kaun lori sunayega
Daddy ki yaad mujhe pal-pal sataati hai
Mummy se door hoke aankh bhar aati hai
Inke saath rehna hai hamein subah shaam
Mujhe maaf karna hu hu hu on sai…

O… O…
Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Tujhse se pehle loongi
Apne bachchon ka naam
Tujhse se pehle loongi
Apne bachchon ka naam

O… O…
Mujhe maaf karna om sai ram
Mujhe maaf karna om sai ram
Tujhse se pehle loonga
Apne bachchon ka naam
Tujhse se pehle loonga
Apne bachchon ka naam.

LYRIC INFORMATION

Composer Anu Malik
Lyricist Sameer
Cast Anil Kapoor | Salman Khan | Karisma Kapoor | Sushmita Sen | Tabu | Amitabh Bachchan | Baby Karishma | Saif Ali Khan | Guddi Maruti | Himani Shivpuri | Ajit Vachani | Rajeev Verma
Director Anu Malik
Release date 28th May, 1999

VIDEO