LYRIC

Mohabbat ho gayi jinse
Shikayat unse kya hogi
Mohabbat ho gayi jinse
Shikayat unse kya hogi
Juba tak baat jo aayi
Yakinan wo dua hogi
Mohabbat ho gayi jinse

Gila kaise karu unse main
Unki bewafai ka
Gila kaise karu unse main
Unki bewafai ka
Kiya karte hai jo dawa
Mohabbat mein khudai ka
Agar wo mujhse ruthe hai
To meri hi khata hogi
Juba tak baat jo aayi
Yakinan wo dua hogi
Mohabbat ho gayi jinse

Mohabbat mein jise
Aye dil sajaye maut mil jaye
Mohabbat mein jise
Aye dil sajaye maut mil jaye
Wo marke bhi jamane mein
Kabhi marne nahi paye
Kaha aisi adalat hai
Kaha aisi sada hogi
Mohabbat ho gayi jinse
Shikayat unse kya hogi
Juba tak baat jo aayi
Yakinan wo dua hogi
Mohabbat ho gayi jinse.

LYRIC INFORMATION

Composer Omkar Prasad Nayyar
Lyricist Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Cast Biswajeet | Sapna | Helen | Pran | Mohan Choti | Nadira
Director Omkar Prasad Nayyar

VIDEO