LYRIC

Mitwa re aa re aa
Mitwa re mitra re aaja lag ja gale
Ho mitwa re
Mitwa re mitra re aaja lag ja gale

Maine dil rakh diya
Maine jan rakh di
Tere kadmo ke tale
Mitwa re mitra re aaja lag ja gale
Maine dil rakh diya
Maine jan rakh di
Tere kadmo ke tale

Mera dil tadpe din rat
Mulakat ke liye
Aaja goriya re
Mera dil tadpe din rat
Mulakat ke liye
Mere babul se kar bat
Mere hath ke liye
Kaisi pyas ye jagi
Kaisi aag ye lagi
Din ye rat din jale
Ho mitwa re mitra re aaja lag ja gale
Maine dil rakh diya
Maine jan rakh di
Tere kadmo ke tale

Jab lagta hai dil ka rog
To arman jag jate hai
Ho dil ka rog haye
Jab lagta hai dil ka rog
To arman jag jate hai
Aise mausam mein to log
Ghar se bhag jate hai
Ye tufan nikle ye arman nikle
Ya ye jan nikle
Ho mitwa re mitra re aaja lag ja gale
Maine dil rakh diya
Maine jan rakh di
Tere kadmo ke tale.

LYRIC INFORMATION

Composer Vishal Bhardwaj
Lyricist Anand Bakshi
Cast Rakhee Gulzar | Chandrachur Singh | Arbaaz Khan | Priya Gill | Pooja Batra | Bhupinder Singh | Amrish Puri | Gufi Paintal | Vikram Gokhale | Rohini | attangadi | Raju Kher | K.K. Singh | Ghanshyam Nayak | Vinod Raut | Hayat Asif,Binda Kumar | Praveen Kumar
Director Vishal Bhardwaj
Release date 1st January, 1998

VIDEO