LYRIC

Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon
Aa aa aa aoo oo
Har zindagi ki apni kahani
Har zindagi ki apni kahani
Kahi jasan or kahi hai virani

Dil dil se mil rahe hai
Arma machal rahe hai
Khushiyo mein mohabbat
Ke chirago jalana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon

Daman wefa ka thama hai jisne
Daman wefa ka thama hai jisne
Pyar me dhoka khaya hai usne

Kismat se hum mile hai
Chahat ke gul khile hai
Baho mein sanam ho to
Kadamo mein jamana hai
Main teri deewani hoon
Tu mera deewana hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Main tera deewana hoon
Tu meri deewani hai
Kya cheez mohabbat hai
Dil haar ke jana hai

Main teri deewani hoon
Main teri deewani hoon
Mai teri.

LYRIC INFORMATION

Composer Shyam (Shyam – Surender) | Surender (Shyam – Surender)
Lyricist Satish Sharma
Cast Shatrughan Sinha | Raj Babbar | Armaan Kohli | Ayesha Jhulka | Kiran Kumar | Shakti Kapoor | Vikas Anand | Bob Christo,
Director Shyam (Shyam – Surender) | Surender (Shyam – Surender)
Release date 3rd December, 1993

VIDEO