LYRIC

Main sunati hoon ek bat
Main sunati hoon ek bat
Bolo bura hoona ke bhala hoona
Main sunati hoon ek bat
Bolo bura hoona ke bhala hoona

Ho mujhe nind aayi na sari rat
Bolo bura hoona ke bhala hoona
Didi didi ye to bahoont bura hoona
Bura nahi bhala hoona
Sari rat gujari jag ke
Ek chor ko dekha bhagte
Sari rat gujari jag ke
Ek chor ko dekha bhagte
Mainne uth ke usko pakad liya
Use hathkadi me jakad liya
Bandhe rassi se uske hath
Bolo bura hoona ke bhala hoona
Ye to bhala hoona
Ye to bhala hoona
Bhala nahi hat pagle
Ye to bura hoona

Na wo chor tha na wo mor tha
Na wo chor tha na wo mor tha
Wo bechara to koi or tha
Padi muft me itni mar use
Thahe le gaya chokidar use
Hoona julm ye uske sath
Bolo bolo bura hoona ke bhala hoona
Didi ye to bhala hoona
Nahi nahi ye to bahoont bura hoona
Nahi nahi bura nahi bhala hoona

Use jana na tha kisi rail se
Takra gayi jo ke mele se
Use jana na tha kisi rail se
Takra gayi jo ke mele se
Sare sahar me shor sa mach gaya
Sabhi mar gaye wo bach gaya
Bas hooni khatam ye bat
Na bhala hoona na bura hoona
Na bhala hoona na bura hoona.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Ashok Kumar | Mala Sinha | Jeetendra | Jagdeep | Sheikh Mukhtar | Manmohan | Chand Usmani | Malika | Asit Sen | Gautam Mukherjee | Pal Sharma | Subroto Mahapatra | Vinod Sharma
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 9th February, 1969

VIDEO