LYRIC

Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar

Ye makhsus deewangi hain hamari
Ye makhsus deewangi hain hamari
Kahin baar roye kahin baar has kar
Kahin baar roye kahin baar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar

Hamee hain tumhare tapsoom ke malik
Hamee hain tumhare tapsoom ke malik
Kahin aur dekha khabardar has kar
Kahin aur dekha khabardar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar

Tumhi ne banaya tumhine bigada
Tumhi ne banaya tumhine bigada
Kisi din karlo ye ikraar has kar
Kisi din karlo ye ikraar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar

Ise bhi mushibat ka ahsaan samjho
Ise bhi mushibat ka ahsaan samjho
Mushibat mili bhi to harbar haskar
Mushibat mili bhi to harbar haskar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar

Kisi ne ki himmat kahan lootne ki
Kisi ne ki himmat kahan lootne ki
Hamee ne lutaya hain gharbar haskar
Hamee ne lutaya hain gharbar haskar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kiye ja o nafrat ka inzhaar has kar
Kabhi to karoge hame pyaar has kar.

LYRIC INFORMATION

Composer Pandit K.Razdan
Lyricist Pandit K.Razdan
Director Pandit K.Razdan

VIDEO