LYRIC

Kehati hain duniya ye duniya hain mela
Kehati hain duniya ye duniya hain mela
Phir kya shabab hain tu hain
Akayla akayla akayla
Kehati hain duniya yeh duniya hain mela
Kehati hain duniya yeh duniya hain mela
Phir kya shabab hain tu hain
Akayla akayla akayla
Kehati hain duniya yeh duniya hain mela

Hain kon kismatwali haseena
Jiski anguthi ka tu hain nagina
Hai kon kismat wali haseena
Jiski anguthi ka tu hain nagina
Nagina nagina nagina
Lagta hain aashiq tu albela
Lagta hain aashiq tu albela
Phir kya shabab hain tu hain
Tu hain akayla akayla akayla
Kehati hain duniya ye duniya hain mela

Rab ne banaya hain sab ka joda
Shayad kisi ne dil tera toda
Rab ne banaya hain sab ka joda
Shayad kisi ne dil tera toda
O toda ha toda ha toda
Kuchh to bata de kya hain jhemela
Kuchh to bata de kya hain jhemela
Akayla akayla akayla
Kehati hain duniya ye duniya hain mela
Phir kya shabab hai tu hain
Akayla akayla akayla
Kehati hain duniya ye duniya hain mela
Kehati hain duniya ye duniya hain mela.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Amitabh Bachchan | Amrita Singh | Jackie Shroff | Meenakshi Seshadri | Aditya Pancholi
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 1st November, 1991

VIDEO