LYRIC

Kaisi been bajayi tune sawariya
Kaisi been bajayi tune sawariya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Kaisi been bajayi
Kaisi been bajayi tune sawariya

Mujhe dokhe se mat kar tu bas mein
Mujhe dokhe se mat kar tu bas mein
Hai jahar bhara meri nas nas mein
Hai jahar bhara meri nas nas mein
Meri nas nas mein
Tujhe pyar se das lungi o rasiya
Tujhe pyar se das lungi o rasiya

Teri sargam par deewani hui
Teri sargam par deewani hui
Dukh deke tujhe main har gayi
Dukh deke tujhe main har gayi main har gayi
Mera pyar mujhe de manbasiya
Mera pyar mujhe de manbasiya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Teri dhun pe main ho gayi bawariya
Kaisi been bajayi tune sawariya
Kaisi been bajayi tune sawariya.

LYRIC INFORMATION

Composer Iqbal Qureshi
Lyricist Shor Niyazi
Cast Neeta | Hercules | Rajrani
Director Iqbal Qureshi

VIDEO