LYRIC

Kahi chaman khila diya
Kahi dhua uda diya
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya

Hum raho ke raja
Sahjade galiyo ke
Hum kate rakhwalo
Phulo ke kaliyo ke
Hum kate rakhwalo
Phulo ke kaliyo ke
Zulm kiya sitam kiya
Humne use khatam kiya
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya

Hum barso ke sangi
Dukh sukh ke sathi hai
Sachayi ek deepak
Hum uski bati hai
Sachayi ek deepak
Hum uski bati hai
Rahenge sath marenge sath
Dam tute to chute hath
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya
Humse na puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Zamane se puchho
Dil mein jo aya apne kiya
Paap kiya ya punay kiya.

LYRIC INFORMATION

Composer Sharda Rajan Iyengar
Lyricist Shabnam Karwaari
Cast Ambrish Kapadia | Kader Khan | Murad
Director Sharda Rajan Iyengar

VIDEO