LYRIC

Sukh dukh dono rahte jis mein
Jivan hai wo gaon
Kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon
Uparwala pasa phenke
Niche chalate daanv
Kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon

Bhale bhi din aate jagat mein
Bure bhi din aate
Bhale bhi din aate jagat mein
Bure bhi din aate
Kadawe mitte phal karam ke
Yahan sabhi pate
Kabhi sidhe kabhi ulate padate
Ajab samaye ke paon
Kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon

Sukh dukh dono rahte jis mein
Jivan hai wo gaon
Kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon

Kya khushiya kya gum
Ye sab milate bari bari
Kya khushiya kya gum
Ye sab milate bari bari
Malik ki marzi pe chalti ye duniya sari
Dhyan se khena jag mein bande
Apni naav kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon

Sukh dukh dono rahte jis mein
Jivan hai wo gaon
Kabhi dhoop kabhi chhaon
Kabhi dhoop to kabhi chhaon.

LYRIC INFORMATION

Composer Chitragupta Shrivastava
Lyricist Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep)
Cast Dara Singh | Ameeta | Geetanjali | Jagdeep
Director Chitragupta Shrivastava
Release date 24th October, 1971

VIDEO