LYRIC

Ka se kul duniya hamari
Jisme bharat dekh hamari
Kha se kheti jisme
Jiwan dan ka sandesh hai
Ka se kul duniya hamari
Jisme bharat dekh hamari
Kha se kheti jisme
Jiwan dan ka sandesh hai

Ga se ganga sabse pahle
Aray utre the jaha
Gha se ghar ki abru
Rakshak hai jiske nojawa
Ga se ganga sabse pahle
Aray utre the jaha
Gha se ghar ki abru
Rakshak hai jiske nojawa

Cha se raja chandar gupt or
Chha se uska chatar hai
Desh ke itihas ka wo yug
Sunhara patar hai
Cha se raja chandar gupt or
Chha se uska chatar hai
Desh ke itihas ka wo yug
Sunhara patar hai
Ka se kul duniya hamari
Jisme bharat dekh hamari
Kha se kheti jisme
Jiwan dan ka sandesh hai

Ja jalali teen akbar
Jisne so kile kiye
Hindu muslim nasal or majhab
Milane ke liye
Ja jalali teen akbar
Jisne so kile kiye
Hindu muslim nasal or majhab
Milane ke liye

Jha se hai jhansi ki rani
Ta se teepu sultan
Jinke jite ji sika na chal saka
Angrej ka
Jha se hai jhansi ki rani
Ta se teepu sultan
Jinke jite ji sika na chal saka
Angrej ka

Tha se wo thakur jise
Taigore kahta hai jaha
Viswa bhar me uski rachnao
Se hai bharat ka man

Ka se kul duniya hamari
Jisme bharat dekh hamari
Kha se kheti jisme
Jiwan dan ka sandesh hai.

LYRIC INFORMATION

Composer Datta Naik
Lyricist Sahir Ludhianvi
Cast Bharat Bhushan | Nutan | Asit Sen | Sudhir | Kumari Naaz | Indrani Mukherjee | Honey Irani
Director Datta Naik

VIDEO