LYRIC

Jeene ke liye zindagi ko
Duniya mein har admi ko
Kabhi hasna padta hai
Kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye
Kuch khona padta hai
Jeene ke liye zindagi ko
Duniya mein har admi ko
Kabhi hasna padta hai
Kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye
Kuch khona padta hai

Bat ha iye msmuli si
Baat yeh koi khas nahi
Bat ha yeh mamuli si
Baat yeh koi khas nahi
Khusiya band hai
Kamre mein
Par chabi apne pas nahi
Khusiya band hai
Kamre mein
Par chabi apne pas nai
Phir bhi ma iudas nahi
Jeene ke liye zindagi ko
Duniya mein har admi ko
Kabhi hasna padta hai
Kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye
Kuch khona padta hai

Ane wala kal ka suraj
Naya sawera layega
Ane wala kal ka suraj
Naya sawera layega
Gham ka kala andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Gham ka kala andhiyara
Phir door kahi kho jayega
Ha aisa sawera ayega
Jeene ke liye zindagi ko
Duniya mein har admi ko
Kabhi hasna padta hai
Kabhi rona padta hai
Kuch pane ke liye
Kuch khona padta hai.

LYRIC INFORMATION

Composer Rajesh Roshan
Lyricist Anwar Sagar
Cast Govinda | Farha Naaz | Kader Khan | Kiran Kumar | Seema Deo
Release date 20th June, 1993

VIDEO