LYRIC

Jane tamanna kya kar
Dala aanchal me muska key
Jane tamanna kya kar
Dala aanchal me muska key
Dil ki dhadkan aur badha
Di yu dekha sharma key
Jane tamanna kya kar dala
Aa aa aha aa ha

Kitna hasin hai teri aankho
Kaa jadu hay oy hoy hoy hoy
Kitna hasin hai
Teri aankho kaa jadu
Kushbu me dubi
Huyi sanso kaa jadu
Dil ko lubhane wali bato
Kaa jadu bato kaa jadu
Har gai mai sab kuchh
Apna inn kadmo me a key
Har gai mai sab kuchh
Apna inn kadmo me a key
Dil ki dhadkan aur badha
Di yu dekha sharma key
Jane tamanna kya kar dala
O ho o ho aa ha

Betab dil hai mera
Madahosh aankhe hay
Oy hoy hoy hoy
Betab dil hai mera
Madahosh aankhe
Karata hu dil se
Apne teri hi bate
Kaise guzarun apni
Bechain rate bechain rate
Mere dil me a jao tum
Duniya ko thukara key
Mere dil me a jao tum
Duniya ko thukara key

Jane tamanna kya kar
Dala aanchal me muska key
Dil ki dhadkan aur badha
Di yu dekha sharma key
Jane tamanna kya kar dala.

LYRIC INFORMATION

Composer Omkar Prasad Nayyar
Lyricist Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Cast Feroz Khan | Mumtaz | Helen | Rajan Kapoor | Rajan Haksar | Ram Mohan | Bela Bose | Tun Tun
Director Omkar Prasad Nayyar
Release date 15th September, 1967

VIDEO