LYRIC

Jahan tera naqshe qadam dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain
Khyabaan khyabaan irum dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain

Tere sarv qamant se ek kade adam
Tere sarve qamat se ek kade adam
Qyamat ke fitne ko aab hum dekhte hain
Khyabaan khyabaan irum dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain

Tamasha ke mehvey aainadari,
Tamasha ke mehvey aainadari,
Tujhe kis tamana se hum dekhte hain
Khyabaan khyabaan irum dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain

Suna aagtafelala ne daag dil se
Suna aagtafelala ne daag dil se
Ke shabro ka naqshe qadam dekhte hain
Khyabaan khyabaan irum dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain

Bana kar fakeero ka hum bhais ghalib
Bana kar fakeero ka hum bhais ghalib
Tamashe e ehle karam dekhte hain
Khyabaan khyabaan irum dekhte hain
Jahan tera naqshe qadam dekhte hain.

LYRIC INFORMATION

Composer Malika Pukhraj
Cast Malika Pukhraj
Director Malika Pukhraj
Release date 1st July, 1990

VIDEO