LYRIC

Is nadi ko mera aaina man lo
Is nadi ko mera aaina man lo
Ki mohabbat ka bahta nasha jan lo

Trango me dhadkan larjta jigar
Rakash kar de kamal
Thar tharata bhawar
Trango me dhadkan larjta jigar
Rakash kar de kamal
Thar tharata bhawar
Ye ji ke kisi ki tamanna na ho
Kahi aap ke hatho tannha na ho

Is roopak ko mera aaina man lo
Ankahe raj ki dasta jan lo
Is nadi ko mera aaina man lo

Bani doriyo par saji zindagi
Issaro par chhadti utariti zindagi
Hawao ko itni izzat na do
Ki oro ka sabar toda karo
Is nadi ko mera aaina man lo
Ki mohabbat ka bahta nasha jan lo
Is nadi ko mera aaina man lo.

LYRIC INFORMATION

Composer Raj Kamal
Lyricist Indu Jain
Cast Farooq Shaikh | Deepti Naval | Saeed Jaffrey | Rakesh Bedi | Ravi Baswani
Director Raj Kamal
Release date 30th April, 1981

VIDEO