LYRIC

Aage dusman piche dusman
Upar dusman niche dusman
Dayen dusman bayen dusman
Tauba tauba tauba tauba
Tauba tauba tauba tauba

Upar se shadi ka chakkar
Jane kaisa aa gaya
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Lo say wai wai lo say wai wai
Lo say wai wai lo say wai wai
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re

Aazad ho panchi ki tarah
Koi bhi na mujhko kaid kare
Udti hi firu ji chahe jahan
Koi bhi na mujhpe pahra kare
Aazad ho panchi ki tarah
Koi bhi na mujhko kaid kare
Udti hi firu ji chahe jahan
Koi bhi na mujhpe pahra kare
Kaido se ghabrayi re
Mahelo se bhag aayi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Lo say wai wai lo say wai wai
Lo say wai wai lo say wai wai
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re

Nilam ka gagan heere ki jami
Nilam ka gagan heere ki jami
Main aa pahuchi guljaro mein
Dam mera hamesha ghut ta raha
Un chandi ki deewaro mein
Mastana angdayi re
Manzil yaha payi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Ikdam tikdam tikdee re meri jaan
Gazab mein aayi re
Lo say wai wai lo say wai wai
Lo say wai wai lo say wai wai.

LYRIC INFORMATION

Composer Anu Malik
Lyricist Hasrat Jaipuri
Cast Mithun Chakraborty | Shammi Kapoor | Amrita Singh | Shakti Kapoor
Director Anu Malik
Release date 20th May, 1986

VIDEO