LYRIC

Humko dushman ki
Nigahon se na dekha kije
Pyaar hi pyaar hain hum
Pyaar hi pyaar hain
Hum humpe bharosa kije
Humko dushman ki
Nigahon se na dekha kije

Chand yaadon ke siwa
Haath na kuch aayega
Chand yaadon ke siwa
Haath na kuch aayega
Is tarah umr-e-gureza
Ka na picha kije
Pyaar hi pyaar hain hum
Pyaar hi pyaar hain hum
Humpe bharosa kije
Humko dushman ki
Nigahon se na dekha kije

Roshni auron ke aangan
Mein gawara na sahi
Roshni auron ke aangan
Mein gawara na sahi
Kam se kam apne ghar
Mein to ujaala kije
Pyaar hi pyaar hain hum
Pyaar hi pyaar hain hum
Humpe bharosa kije
Humko dushman ki
Nigahon se na dekha kije

Kya khabr kab wo chale
Aayenge milne ke liye
Kya khabr kab wo chale
Aayenge milne ke liye
Roz palkon pe nayi
Shamme jalaya kije
Pyaar hi pyaar hain hum
Pyaar hi pyaar hain hum
Humpe bharosa kije
Humko dushman ki
Nigahon se na dekha kije.

LYRIC INFORMATION

Composer Jagjit Singh
Director Jagjit Singh

VIDEO