LYRIC

Humsa nahinn hain koi shahar mein
Humsa nahinn hain koi shahar mein
Hum aa gaye hain apni lahar mein
Hum aa gaye hain apni lahar mein

Bemaut mare nahin jana
O dekho hum se na takrana
O dekho hum se na takrana
Do sidhe sadhe insan hum hain
Do sidhe sadhe insan hum hain

Chhedo na hamko tufan hum hain
Chhedo na hamko tufan hum hain

Bemaut mare nahin jana
O dekho hum se na takrana
O dekho hum se na takrana

Pahle kabhi hum ladte nahin
Pichhe kabhi hum hatte nahin
Ha pyar se ye sar katlo
Talwar se hum kat te nahin
Hum sabse jite sab humse hare
Sun le ye sare dusman hamare

Bemaut mare nahin jana ho
O dekho o dekho
O dekho hum se na takrana
Takrana hum se na takrana
Teri to hum se na takrana

Woh wo wo wo wo wo wo wo wo wo
Woh samne aaye jisme dam ho
Hamse lade jiski umar kam ho
Are bhage abhi the tum mar khake
Phir aa gaye ho bade besharam ho
Kaise lafange kaise mawwali
Hum aa gaye to maidan khali
Bemaut mare nahin jana ho

O dekho o dekho
O dekho hum se na takrana
Takrana  hum se na takrana
Kya samjhe  hum se na takrana

Ek duje ke hum jijaan hain
Ek duje ki hum pehchan hain
Esa bhi hota hai pyaar kya
Ye duniya wale heran hain
Sab pe he bhari jhodi hamari
Darti hai hamase duniya ye sari

Bemaut mare nahin jana ho
O dekho o dekho
O dekho hum se na takrana
Takrana hum se na takrana
Nahin samjhe hum se na takrana
Humsa nahin hain koi shahar mein
Hum aa gaye hain apni lahar mein

Bemaut mare nahin jana
O dekho o dekho
O dekho hum se na takrana
Takrana  hum se na takrana
Naa naa naa hum se na takrana.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Dharmendra | Shatrughan Sinha | Mithun Chakraborty | Kimi Katkar | Anita Raj
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 1st June, 1990

VIDEO