LYRIC

Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra

Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa
Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai
Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa

Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra

Mujhko pata ab chal gaya
Ke kitni rangeen hai kismat meri
Darr tha magar ab hai khabar
Ohhooh ki hai yeh chahat salamat meri
Haafiz khuda haafiz khuda
Badi pyaari si hai meri dua
Hai masoom sa haan yeh dil bada
Jo bhi isne chaha tha woh mil gaya
Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah…hai wafa

Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Aankhon mein jo tasveer hai
Mere khawabo ki taabeer hai

Haafiz khuda is ishq ka pyaar ka
Haafiz khuda ab har jagah hai wafa

Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra
Tera na nana tere na nana
Tere re ra ra yaa ra ra..

LYRIC INFORMATION

Composer Salim Merchant | Sulaiman Merchant
Lyricist Syed Quadri
Cast Akshay Kumar | Ayesha Takia | Javed Jaffrey | Anant Mahadevan | Girish Karnad | Sharmila Tagore | Uttara Baokar | Pia Shah
Director Salim Merchant | Sulaiman Merchant
Release date 3rd April, 2009

VIDEO