LYRIC

Gham e ashiyana
Satayega kab tak
Satayega kab tak
Mujhe mera dil yun
Rulayega kab tak
Mujhe mera dil yun
Rulayega kab tak
Gham e ashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

Bana kar bigade hain
Ghar tune lakho
Bana kar bigade hain
Ghar tune lakho
Falak yeh tamashe
Dikhayega kab tak
Falak yeh tamashe
Dikhayega kab tak
Gham e ashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

Sitam aaj karte hain
Insan pe insan
Sitam aaj karte hain
Insan pe insan
Tu insan ko insan
Banayega kab tak
Tu insan ko insan
Banayega kab tak
Gham e ashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak

Teri aaj duniya
Jahannum bani hain
Teri aaj duniya
Jahannum bani hain
Jahannum bani hain
Tu shane khudayi
Chhipayega kab tak
Tu shane khudayi
Chhipayega kab tak
Mujhe mera dil yun
Rulayega kab tak
Mujhe mera dil yun
Rulayega kab tak
Gham e ashiyana
Satayega kab tak
Rulayega kab tak.

LYRIC INFORMATION

Composer Sajjad Hussain
Director Sajjad Hussain

VIDEO