LYRIC

Maine tumhari gaagar se
Kabhi paani piya tha
Pyaasa tha main yaad karo
Sunn lo zara gori
Tum sharmaa ke
Thoda sa balkhaain theen
Wod din yaad karo
Maine tumhari gaagar se
Kabhi paani piya tha
Pyaasa tha main yaad karo

Yeh tere kaajal ka rang hua tha
Meri aankhon ke sung
Gori tum woh din yaad karo
Gori tum woh din yaad karo
Ye tere kaajal ka rang hua tha
Meri aankhon ke sung
Gori tum woh din yaad karo
Gori tum woh din yaad karo
Sunn lo zara gori
Tum sharmaa ke
Thoda sa balkhaain theen
Woh din yaad karo
Maine tumhari gaagar se
Kabhi paani piya tha
Pyaasa tha main yaad karo

Main kuch keh na saka
Shaanon se jub aanchal gira
Gori tum woh din yaad karo
Gori tum woh din yaad karo
Main kuch keh na saka
Shaanon se jub aanchal gira
Gori tum woh din yaad karo
Gori tum woh din yaad karo
Sunn lo zara gori
Tum sharmaa ke
Thoda sa balkhaain theen
Woh din yaad karo
Maine tumhari gaagar se
Kabhi paani piya tha
Pyaasa tha main yaad karo
Maine tumhari gaagar se
Kabhi paani piya tha
Pyaasa tha main yaad karo.