LYRIC

Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage
Dekho apne aagan
Suraj ki pahli kirno me
Sab jag sundar lage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage
Dekho apne aagan
Suraj ki pahli kirno me
Sab jag sundar lage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage

Chahak uthe bago me panchhi
Chahak uthe bago me panchhi
Chahak uthe bago me panchhi
Jamuna ke tat pe baze bansi
Sapno ke van me nil gagan me
Ek ek karke chand sitare
Chhup gaye pichhe jake
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage

Rup khil aaya rang lagaya
Rup khil aaya rang lagaya
Rut ye sawera khub saz aaya
Bolo kaise aise jaise
Koi bahan bhai ke hath me
Bandhe reshmi dhage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage
Dekho apne aagan
Suraj ki pahli kirno me
Sab jag sundar lage
Dharti ambar nind se jage
Dharti ambar nind se jage.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Dharmendra | Saira Banu | Bindu | Ranjan | Asrani | Pradeep Kumar | Shyama | Asit Sen | Durga Khote
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 18th September, 1975

VIDEO