LYRIC

Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan
Tum antar yaami sab anjaan
Kaun bhala hum mein
Kaun bura hum mein
Tum ko hai sab ki pahechan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan

Kaanto ke upar phoolo ka chehara
Parde main hai kuch loga ka chehara
Par aaj hai sab ka imtihaan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan

Rang badlte hai
Roop badlte hai
Lagte hai aur kuch
Aur nikalte hai
Aur nikalte hai
Behroopiye
Behroopiye sab insaan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan

Upar se karte hai ye teri pooja
Andar se inka kaam dooja
Pooja ka karte hai ye apmaan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan
Tum antar yaami sab anjaan
Kaun bhala hum mein
Kaun bura hum mein
Tum ko hai sab ki pahechan
Deva o deva ganpati deva
Jag ka karo kalyaan.

LYRIC INFORMATION

Composer Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyricist Anand Bakshi
Cast Sanjay Dutt | Madhuri Dixit
Director Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal) | Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Release date 23rd May, 1997

VIDEO