LYRIC

Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Nazron ke teer aankhon mein
Rakhhiye sambhaal ke
Pachhtaaoge, pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Pachhtaaoge
Nazar kisi lagke pe daal ke
Mehfil nahin hai ye kisi bigde nawaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki

Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Jo aapki samajh mein na aaye
Wo raag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Bijli hoon naachti hoon
Ik shola hoon aag hoon
Hamse ulajh ke apni hi matti karaab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki
Hamko samajh na leejiye daali gulab ki
Kar denge ham to saaf tabeeyat janab ki.

LYRIC INFORMATION

Composer Omkar Prasad Nayyar
Lyricist Qamar Jalalabadi
Cast Ashok Kumar | Padmini | Ragini | Sunder | Achla Sachdev
Director Omkar Prasad Nayyar

VIDEO