LYRIC

Chaudhvin raat hain
Chaudhvin raat hain
Ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri
Chat ko taka karte hain
Jiya dhadkata hain
Jiya dhadkata hain bhut
Chand dikhaye hain kaise
Sharam ke mare dupatte mein
Chhupa karte hain
Chaudhvin raat hain

Maine izhar mohabbat ka
Kiya hain lekin
Maine izhar moabbat ka
Kiya hain lekin
Tu bhi woh kahte jo mahebub
Kaha karte hain
Jiya dhadkata hain bhut
Jiya dhadkata hain bhut
Chand dikhaye hain kaise
Sharam ke mare dupatte mein
Chhupa karte hain
Chaudhvin raat hain

Ishk ki ye baat to chupke se
Kahi jati hain
Ishk ki ye baat to chupke se
Kahi jati hain
Itne chupke se ki ham tum hi
Suna karte hain
Chaudhvin raat hain
Chaudhvin raat hain
Ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri
Chat ko taka karte hain
Jiya dhadkata hai bhut

Tu gajal hain ya kavita
Ya fasana dil ka
Tu gajal hain ya kavita
Ya fasana dil ka
Raat or din teri ankho ko
Padha karte hain
Jiya dhadkata hain bhut
Jiya dhadkata hain bhut
Chand dikhaye hai kaise
Sharam ke mare dupatte mein
Chupa karte hain
Chaudhvin raat hain

Yun na padhiye meri ankhe
Ki jhuke jati hain
Yun na padhiye meri ankhe
Ki jhuke jati hain
Inhi ankho mein kahi
Ap basa karte hain
Chaudhvin raat hain
Chaudhvin raat hain
Ab chand dikha de apna
Ham kayi din se teri
Chat ko taka karte hain
Jiya dhadkata hain bhut
Chand dikhaye hain kaise
Chaudhvin raat hain.

LYRIC INFORMATION

Composer Anand Shrivastav | Milind Shrivastav
Lyricist Mohammed Salahuddin Parvez
Cast Beena | Ghazal | Kiran Kumar | Saeed Jaffrey
Director Anand Shrivastav | Milind Shrivastav
Release date 13th July, 1990

VIDEO