LYRIC

Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse
Tere liye mere piya
Haay re tarse mera jiya
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse

Ghir ke aao tum banke badariya
Naina ki hain suni nagariya
Barso se tum rahi barsti
Main pyaasi hoon more sawariya
Main pyaasi hoon more sawariya
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse

Ab kaise main pyaar chhupau
Saari raina neer bahaau
Tum to mujh se ruth gaye ho
Main jeevan se ruth na jaau
Main jeevan se ruth na jaau
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse
Chanda ko chakor tarse
Badra ko mor tarse.

LYRIC INFORMATION

Composer Ratandeep Hemraj
Cast Master Bhagwan | Abhi Bhattacharya | Mohan Choti | Dhirubhai Daxini | Jayshree Gadkar | Shaheeda Khan | Nazima | Sandeep
Director Ratandeep Hemraj
Release date 1st January, 1987

VIDEO