LYRIC

Aa ya rabi rabiya rabi
Aa ya rabi rabiya rabi

Chala dildar wayi wayi
Le ke mera pyar wayi wayi

Koi roke use toke
Alla main mar jaungi

Chala dildar wayi wayi
Le ke mera pyar wayi wayi

Koi roke use toke
Alla main mar jaungi
Chala dildar wayi wayi

Subah ikrar kiya shaam ko tod diya
Hatho me hath diya haye fir chhod diya

Aa ya rabi rabiya rabi
Aa ya rabi rabiya rabi

Subah ikrar kiya shaam ko tod diya
Hatho me hath diya haye fir chhod diya

Haye fir chhod diya
Chhod diya haye alla

Chala dildar wayi wayi
Le ke mera pyar wayi wayi

Koi roke use toke
Alla mai mar jaungi
Chala dildar wayi wayi

Gair ka ho gaya dil pe kahar pade
Aankh se aankh mili

Luth gaye khade khade
Luth gaye khade khade

Khade khade haye alla
Chala dildar wayi wayi

Le ke mera pyar wayi wayi
Koi roke use toke

Alla mai mar jaungi
Chala dildar wayi wayi

Ab to main jaan gayi bada beimaan hai wo
Jaan se maar dali par meri jaan hai wo

Ho rabi ya rabi ho ya rabi ya rabi

Ab to main jaan gayi bada beimaan hai wo
Jaan se maar dali par meri jaan hai wo

Haye meri jaan hai
Meri jaan hai wo haye alla

Chala dildar wayi wayi
Le ke mera pyar wayi wayi

Koi roke use toke
Alla mai mar jaungi
Chala dildar wayi wayi.

LYRIC INFORMATION

Composer Madan Mohan Kohli
Lyricist Rajendra Krishan
Cast Pradeep Kumar | Mala Sinha | Master Bhagwan
Director Madan Mohan Kohli
Release date 25th June, 1959

VIDEO