LYRIC

Hey laala laala aahaa
Are chakoo chale
Tere liye bazaro main
Jang chhide
Tere liye to yaaro main
Tufa teri jawani
Husn hain woh bala
Are dilwalo ki duniya
Main aaya hain hain
Zalzala zalzala

Ho chakoo chale
Mere liye bazaro main
Jang chhide mere liye
To yaaro main
Jab usne ishq kaa
Ye chal nikala silsila
Are dilwalo ki duniya
Main aaya hain hain
Zalzala zalzala

Duniya ke teero se
Jalti samsiro se
Tujha ko bachake mein laaya
Mera jigar dekh
Dil dekh mera tu
Kab se dil tukh pe aaya
Duniya se mujhako
Bachha laya lekin
Mujhse tujhako kaun bachayega
Tune jo kardi koi meharbaani
Jawaani pe daag lag jaayega

Kaise ghar jaaugi
Main toh mar jaaugi
Are gharwalo ki duniya main
Aaye haa zalzala zalza

Ho hothon ko baalo
Ko aankho ko gaalo ko
Door se dekh karunga
Pyaar ka parmit
Milenga na jabtak
Tabtak tujhako na chhunaga
Ho main bhi hasee aur
Tu bhi jawa jaane
Bach jaaye kab teri ghanti
Mujhako na chhuyegana
Chhedega na tu
Is ki kyaa hai geranti
Pehale naam main jodunga
Phir kitna pyaar karunga
Duniya ki aawaje
Ne aaye gaa ga
Zalzala zalza

Are chakoo chale
Mere liye bazaro main
Jang chhide mere liye
To yaaro main
Tufa teri jawani
Husn hain woh bala
Are dilwalo ki duniya
Main aaya hain hain
Zalzala zalzala
Zalzala zalzala
Zalzala zalzala.

LYRIC INFORMATION

Composer Rahul Dev Burman
Lyricist Indeevar (Shyamalal Babu Rai)
Cast Dharmendra | Shatrughan Sinha | Rajiv Kapoor | Danny Denzongpa | Anita Raj | Gulshan Grover | Puneet Issar | Kimi Katkar
Director Rahul Dev Burman
Release date 27th April, 1988

VIDEO