LYRIC

Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai

Na to parwana aur na
Deewana mai kisi mehafil ka
Suni suni raahe
Thaamati hai baahe
Gam kise manzil ka
Na to parwana aur na
Deewana mai kisi mehafil ka
Suni suni raahe
Thaamati hai baahe
Gam kise manzil ka
Mai to hun raahi dil ka
Saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai

Jaise kabhi pyaare jhil ke
Kinaare hans akela nikale
Waise hi dekhoji yah man mauji
Maujo ke sine pe chale
Jaise kabhi pyaare jhil ke
Kinaare hans akela nikale
Waise hi dekhoji yah man mauji
Maujo ke sine pe chale
Chaand sitaro ke tale
Saathi hai to mera saya
Akela hun mai is duniya me
Koi saathi hai to mera saya
Akela hun mai.

LYRIC INFORMATION

Composer Sachin Dev Burman
Lyricist Majrooh Sultanpuri
Cast Dev Anand | Waheeda Rehman | Johnny Walker
Director Sachin Dev Burman
Release date 1st June, 1962

VIDEO