LYRIC

Aaj achanak tut gaye kyun
Man bina ke tar
Man bina ke tar
Man bina ke tar
Man bina ke tar

Rimjhim ghumad kar ghir ghir aayi
Dukh ki ghor ghataye
Dil chahka hai man hi man mein
Gut gut kar mar jaye
Armano ka jala basera
Armano ka jala basera
Aansu hai lachar
Aansu hai lachar re
Aansu hai lachar
Man bina ke tar
Man bina ke tar

Nazro mein patwar khinch kar
Mathe ka singada
Dubi naiya dur hai aasha
Duba dur kinara
Kis se kahu main mere khivaiya
Kis se kahu main mere khivaiya
Le chal nadiya par
Le chal nadiya par
Le chal nadiya par
Man bina ke tar
Man bina ke tar.

LYRIC INFORMATION

Composer Jaidev Verma
Lyricist Nyaya Sharma
Cast Dev Anand | Meena Kumari | Sunder | Chetan Anand
Director Jaidev Verma

VIDEO